Culture angerezi zaban ka ik alfaz hai jis k mayne hai kisi cheez ya zaat ki jismani or zehni nasunuma or islaha waqera.Aam islaha mai is saie murad insan ki zati or ijtemaie nasunuma k jumla phelo hote hai.Sakafat saie murad kisi muasherey k afrad ka tarz e zindagi o tamudun ka hasan hota hai.Is mai wo tamam amur shamil hothey hai jin saie is muashery k afrad k jamaliyati zoq tafreehi shoq or fani muharat ka andaz lagaya ja sakta hai.Culture ik kal hota hai.Jis mai is basney walon aqayed aloom tarzmuasherat am muamlat zindagi fanon o hunar qawaneen karz e tamam iradi or ghaier iradi afal ksi na ksi tor shamil hai.
Ksi qouam ki shinakt is ka culture hota hai.Yaie is qouam ki wo qadar mushtarik hai jis saie na sirf is ki phechan hoti hai.Balke dosrey muashero saie mamyez haiseyat ki shinakt bhi hothi hai.Qouami culture ki shinakt mai pheli ugai fard hota hai.Culture is ki zindagi ka maqsad asool or iqdar muyen karney mai madad karta hai.Yahi rwaya ik qouami souch or ijtemai takhlek ko janam deta hai.Chothey barey elakai culture or muasrati ikyayan ik dosrey saie hum ahing ho kar ik wasie tar rishtey mai namodar ho kar qouami satha par uth jati hai.
Pakistani sakafat k mukhtalaf pheloeo ko samjhney kaie liye zarori hai kaie hum is ki tarekh naiez pakistan ka culture.
ISLAMI TALEMAAT KI HAR JEHAT SAIE IS PAR ASRAT KA MUKHTASIRN JAIZA LAIE;
CULTURE INSANI KA AGHAZ;
Insan ibteda mai hewano ki si zindagi basar karta tha or na sirf mehz bunyadi zaroriyat ko hi pura karna janta tha balke in zaroriyat ki bar awary ka andaza bhi gier mehzbana tha.Ahista ahista insan naie ijtemai satha aor apney ap ko manzam karna shuru kiya.Yahi wo dor rhey jab mehzab zindagi ka aghaz hua.Insani tehzib ka yaie aghaz in ilako saie hua jaha ab o hawa or degar geography halat nisbatan behtar zindagi kaie liye mawafik hai.
No comments:
Post a Comment