Showing posts with label sad. Show all posts
Showing posts with label sad. Show all posts

Saturday, 27 May 2017

wo paish lafz tha

wo paish lafz tha
 jis naie rula diya hain
         tujhe
sambhal khud ko,
           abhi dastaan baqi hain.......

tum naie phucha hain tw ahewal bata dete hain

tum naie phucha tw ahewal  bata dete hain
warna cherey bhi ma wasal bata dete hain
ghar ki diwar saie girte rogan ki tarha
ab meri umer baal bata dete hain.........

Friday, 26 May 2017

rafakaton kay tareekay badal gaie

rafakaton kay tareekay badal gaie 
              warna
humein bhii koi yaad karta tha
        din charey
sham dhaley..
          raat gaie........

Thursday, 25 May 2017

aey umer rawa ahista chal

aey umer rawa ahista chal
abhi khasa karz chukana hain
kuch khwab hain 
jin ko likhna hain
tabeer ki surat deni hain
kuch log hain
ujre dil wale
jinhy apni mohabbat deni hain
kuch phool hain jin ko cunna ho 
aur haar ki surat deni hain
kuch neendein apni baki hain
jinhy bantna hain kuch logo saie
in ko bhi tw rahat deni hain
aey umer rawa ahista chal
abhi khasa karz chukana hain.......

Tuesday, 23 May 2017

ek tere siwa hamey koi zawal nahi

ek tere siwa hamey koi zawal nahi
yun tu khush hu bhut
         magar!!!!!
haal yaie hain
mera koi haal nahin.........

mujhe maloom tha mohsin

mujhe maloom tha mohsin wo
mera nahi ho sakta.........

magar dekho,,,,,
        mujhe phir bhi mohabbat hogai
us saie.!!!

kash k tum mere hothy

kaash kay tum mere hothy 
kaash kay yaie alfaaz thumrey hothy.......


main kuch lamhe khamosh reh kar dekha

main naie kuch lamhe khamosh 
reh kar dekha
mera naam tak bhool gaie
 mere sath chalne wale!!!!!!1

Saturday, 20 May 2017

bhut azyat deta hain woh lamha

bhut azuat deta hain woh 
            lamha
jab aap galat bhi na ho
magar aap ko galat samjha jaie
    or badly
main 
     aap apni safaie bhi naa daie sakhe.........

DastN e mohabbat

Kitne jhoote that hum mohabbat main tum bhi zinda hoo hum bhi zinda hai....