AIK HADSAA:
QUDARAT K EEB KHEL HOTHEY HAI KABHI INSAN BUS OR CAR K NICHEY AA KAR BAR BAR BACH JATA HAI OR KABHI GADHAGARI TAKR KHA KAR MARJATA HAI YAIE BHI KISMAT KI NEARNAIEGIYA HAI.EID KA DOSRA ROZ THA SADDAR MAI SHAM K WAQT BARI BHIER THI BURE JAWAN BACHE TAFREHAN GHOM PHER REHY THAE HAR AIK CHERY PAR KHUSHI K ASAR THAY TRAFFIC ZORO PAR THI LOG BACH BACH KR CHLTEY THARE ITNE MAI ZAIBUN NISA STREET OR GARDEN K ROAD K CHURAHEY KA SIGNAL BAND HO GYA JO GULZAR HOTEL K SAMNE SADDAR MAI HAI.ZAIBUN NISA STREET ANE WALI. TAMAM TRAFFIC OR LOG RUK GAIE LIKIN IK SHAKHS KISMAT KA MARA EID K KAPREY PHENY THA UNPAR SA MALOM HOTATHA WO AKELA RASTA PAR K BECH SARK PAR AGYA THA K IDHER SAIE BUS AGAI OR EO BICHARA BUS K BILKUL NECHEY AGYA LOGO KI CHEKY NIKAL GAIE BUS K DRIVER NAIE FORAN BREAK LAGA DIA OR KHUDA KI SHAN K PAIYO K SAMNE JO JALI SI BANI HUI HAI US NAIE US ADMI KO PAIYO ANE SE BACA LIYA JALI NAIE ITNE MAI BUS RUK GAIE OR US AFMI KO BUS K NECHY SAIE MIKAL LIYA GAYA KUCH MAMOLI SAIE ZAKHAM AYE THAE JIS KI MARHAM PAYTHI K LIYE HOSPITAL PHUCHA DIYA GAYA SARI MAKLOK DANG REH GAIE K KIA KHUDA KI QUDRAT HAI EO CHEY TW INSAN KO MUAT K MUN SAIE BAVHA SAKTA HAI OR CHEY TW TANU MAN ADMI KO BETHY BETHAY DIL KI HARKAT BAND KAR K KHATHAM KAR SKATA HAI
"SHAN HAI IS QUDRAT KI"
family, world, earth, human being, majorities, flats, buildings, houses, homes,and
Monday, 23 May 2016
AIK HADASA
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
DastN e mohabbat
Kitne jhoote that hum mohabbat main tum bhi zinda hoo hum bhi zinda hai....
No comments:
Post a Comment