AIK WAQIYA":
MALOOM HOTA HAI K HADSHAT BHII KISMAT K GARDISH KI TAKMEEL KA NAME HAI HASAT IS TARHA WAQQA PAZIR HOTHE HAI K INSAN IN KA SANU GUMAN NHI HOTA GHAR SAIE NIKALTEY HAI LIKIN ACHANAK ASA HADSA PAISH ATA HAI K LASSH HOSPITAL SAIE GHAR PHICH THI HAI YAIE KISMAT KA CHAKAR NAHI TW OR KIA HAI IK DIN IK KAAM UMER LARKY KI BIRTHDAY THI TAKREB BIRTHDAY BARE THAT SAIE MANIYE GAIE MUHALLY K TAMAM BACHO KO OR AZEEZ AKAREB KO JAMA KIYA GAYA THA CAKE KAT GAYA MITHAI,CAKE,PASTRY'S,BISCUIT CHAI OR MEWAY WAQRA SAIE SABB KI KHATHIR TAWAZA KI GAIE CHOTHY CHOTHY LARKEY OR LARKIYON NAIE DRAME OR GANE WAQIRA PHIESH KIYE TAPE RECORDER PAR ACHEY ACHEY GANE BAJIE GAIE OR PHOTO BHI LIYE GAIE SATHIYO NAIE APNI APNI TARAF SAIE MUKTALIF KISM K GIFT PHESH KIYE LARKA KHUSHI K MARE PHULA NA SAMAYA NAYE RISHMI LIBAS MAI MALBOSE THA GALE MAI PHOLO K HAR THAE LARKEY K ABBA NAIE IK KHUBSURAT GHARI THOFAY MAI DI OR AMMI NAIE IK GOLD KI RING PHENAIE GARZ BHUT KHUSIYA MANI GAIE RAT MAI SAB MEHMANO KI DAWAT THI PULAO ZARDA FERINI PAKIYE JA RHI THI YAIE LOG ZRMAZHABI KISM K THAEY IN HO NAIE YAIE SAB HI INTEZAM KAR RAKHA THA K BAD NAMAZ MAGHRIB LARKE KO MASJID BHEJA JAIE K NAMAZ BA JAMAT K ILAWA DO SHUKRNE NAFIL ADA KR K AIYE GHARAZ MAGRIB K GAREB LARKA APNE CHAND SATHIYO K SATH ABBA KI UNGLI PAKREY MASJID KI TRAF RAWANA HUA MASJID PHUCH KR NAMAZ BA JAMAT ADA KI OR DUA MANG KAR WAPIS AA RHA THA GHAR K GAREB PHUCHEY THAE K IK MAKAN KI DSRI MANZIL PAR KHIRKI MAI GAMLEY RKHEY HUE THAE KISI TRHA SAIE WHA SAIE IK GAMLA GIRA. OR KISMAT KA KHEL DEKHYE K THEK USI BACHEY PAR GIRA OR SAR PHAT GAYA BACHA KHOON MAI NAHA GAYA OR BEHOSH HO GYA HO KAR ZAMEEN PAR GIR PARA BAAP OR SATHIYO KI VHEKE NIKAL GAIE BAAP JHAT TAXI MAI LITA KAR HOSPITAL LAE BHAGHE GHAR K TAMAM LOGO KO ITALA MILI TW IK KHURAM MACH GAYA SAB K SAB HOSPITAL CHALE GAIE OR IK GHANTHY BAD US LARKEY KI LASH GHAR PHUCH GAIE WO ZINDA NA HO SAKA OR HOSPITAL MAI DAAM TOR GAYA.KHUSHI IR JASHAN SHADI KA GHAR THORI HI DAIER MAI MATAM KA GHAR BANGYA AB ZIYAFAT OR DAWAT INGEZAM K BAJIYE TAKFEEN KI TAYARIYA HONE LAGI!!!!!!!!!
family, world, earth, human being, majorities, flats, buildings, houses, homes,and
Monday, 23 May 2016
AIK FAQIYA
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
DastN e mohabbat
Kitne jhoote that hum mohabbat main tum bhi zinda hoo hum bhi zinda hai....
-
Lumbering: Forests are the densely populated areas of ttrees they are the association of plants predominantly same kind of trees. Origin...
No comments:
Post a Comment