BARDARNE ISLAM!PHECHELY KHUTBAY MAI BEYAN KAR CHUKA HU K NAMAZ K BAD ISLAM KA SAB SAIE BARA RUKUN ZAKAT HAI OR YAE ITNI BARI CHEZ HAI K JIS TARHA NAMAZ SAIE INKAR KARNE WALE KO KAFIR TEHRIYA GAYA HAI ISI TARHA ZAKAT SAIE INKAR KARNE WALO KO BHI NA SIRF KAFIR TEHRIYA GAYA BALKE UN PAR ( SAHEBHA KARAM RAZI ALLAH ANHUM) NAE BALA TAFAK JEHAD KIYA.
AP MAI SAIE BAAZ LOG AISE SEDHAY SADHAY HOTHE HAI JO HAR KIS O NAKIS KO DOST BANA LETEY HAI,OR KABHI DOST BANATE WAQT ADMI KO PHRAKHTY NAHI K WO WAQIE MAI DOST BANALETY HAI,OR KABHI DOST BANATE WAQT ADMI KO PARKHTY NAHI K WO WAQAI MAI DOST BANA NAE K KABIL BHI HAI YA NAHI .AESY LOG DOSTI MAI AKSAR DHOKA KHA JATE HAI OR BAD MAI IN KO BARI MAYO SEYO KA SAMNA HOTA HAI. LIKIN JO AKAL MAND LOG HAI WO JIN LOGO SAIE MILTE IN KO KHUB PARKH KAR HAR TAREKY SAIE JANCH PAR TAL KAR K DKHTHY HA PHR JO KOI IN MAI SAIE SACHA MUQLIS WAFADAR ADMI MILTA HA SIRF ISI KO DOST BNATE HA OR BEKAR ADMIYO KO CHOR DIA KARTE HAI.
ALLAH SAB SAE BARH KAR HAKEEM O DANA HAI. IS SAIE YAE UMEED KESE KI JA SKATI HAI K WO HAR KIS O NAKIS KO APNA DOST BANA LAEY GA,APNI PARTY MAI SHAMIL KARLEY GA OR APNE DARBAR MAI IZAT OR KURBAT KI JAGA DAIE GA. JAB INSANOBKI DEANYAIE O AQAL MANDI KA TAKAZA YAE HAI K WO BAGIR JANCHEY OR PARKHEY KSI KO DOST NAHI BANATE TW ALLAH, JO SARI DANIYAO OR HIKMATO KA SAR CHASMA HAI,NA MUMKIN HAI K WO JANCHENY OR PARKHNEY K BAGIR HAR AIK KO APNI DOSTI KA MARTBA BAKHSIS DAE.
YAE CARORO INSAN JO ZAMEEN PAR PHELEY HUE HAI,JIN MAI HARR QISAM K ADMI PAIE JATE HAI,ACHY OR BURY ,SAB K SAB IS QABIL NAHI HO SAKTY K ALLAH KI IS PARTY MAI, IS HAZAB ALLAH MAI SHAMIL JAIE JISEY ALLAH DUNIYA MAI APNI KHILAFT KA MARTABA OR AKHRAT MAI TAKRB KA MUKAM ATA KARNA CHATHA HAI.
ALLAH NAE KAMAL DARJA HIKMAT K SATH CHAND IMTHAN ,CHAND AZMAISHEY, CHAND MUYAR JAPUCHEY OR PARKH NAE K LIYE MUQARAR KARDIYE HAI K INSANO MAI SAIE JO KOI IN PAR PURA UTRE , WO TW ALLAH KI PARTY MAI AJAIE OR JAWAN PAR PURA NA UTREY WO KHUD BA KHUD IS PARTY SAIE ALAG HO KAR REH JAIE ,OR WO KHUD BHI JAN LAIE K MAI IS PARTY MAI SHAMIL HONE K QABAIL NAHI HO GAIE
No comments:
Post a Comment