KSI MUSLMAN KI MADAD KARNA; KSI MUSLMAN KA KOI ZARORI KAAM KAR DENA,YA IS K KAAM MAI MADAD KARNA YA ISKI KOI PARESHANI DOR KARDENA BHI AISA AMMAL PAR (HAZRAT MOHAMMAD S.A.W) NAE BHT AJR O SAWAB K WADE FARMAE HAI.. (JO SHAKHS APNE KSI BHAI K KAAM MAI LAGA HO.ALLAH IS K KAAM MAI LAAG JATE HAI'OR JO SHAKHS KSI MUSLMAN K KOI BAE CHENI DOR KREY' ALLAH IS K SILAY MAI IS SE QAYAMAT KI BAY CHENIYO MAI SAIE KOI BAY CHENI DOR FARMA DATE HAI).... KSI SHAKHS KO RASTA BATA DAIE NA,KSI KA SAMAN UTHANE MAI IS KI MADAD KAR DAE NA,GHARZ KIDMAT E KHALK K TAMAM KAAM IS HADEES KI FAZILAT MAI DAKHIL HAI,JO LOG DOSRO K KAAM ATTE HAI. ALLAH K NAZDEEK WO BARI FAZILAT WALE LOG HAI. HADEES MAI K; (LGO MAI BHETHREN SHAKHS WO HAI JO LOGO KO FAIDA PHNCHE).....
LEHAZA KHIDMAT KHALK KA HAR KAAM CHOTA HO YA BARA .IS K MAWAKA TALASH KARNE,CHAEINYE.IS SE INSAN KI NAIEKYO MAI BHUT IZAFA HOTHA HAI.ISI TARHA AGAR KSI SHAKHS PAR ZULM HORAHA HO, TW IS KO ZULM SAE BACHNE KI IMKANI KOSHIS HAR MULMAN KA FARZ HAI.
AIK HADEES MAI (HAZRAT MOHAMMAD S.A.W) KA IRSHAD HAI;
MUSLMAN MUSLMAN KA BHAI HAI'
NA WO ISEY BAY YAR O MAD GAR
CHORTA HAI'NA IS SAIE JHOOT
BOLTA HAI'NA WADA KHILAFI KARTA
HAI'OR NA HI IS PAR ZULM KARTA HAI;
IK OR HADEES MAI IRSHAD HAI K;
JIS JAGA KSI MUSLMAN KI BAYHUR MATI KI JARHI HO'OR IS KI ABRO PAR DAST DARAZI HO RAHI HO'WAHA JO MUSLMAN IS SHAKHS KO BAEY YARO MADAD GAR CHOR JAIE.ALLAH IS KO ASEY MAWAQA PAR BAEY YARO MADAD GAR CHOR DAIE GAIE.WO MADADKA KHWAISH MAND HOGA OR JIS JAGA KSI MUSLMAN KI BAY ABROI YA BAEY HUR MATI HO RAHI HO'WAHA AGAR KOI MUSLMAN IS KI MADAD KAREY TW ALLAH ASI JAGA IS KI MADAD KAREY GAIE'JAHA WO MADAD KA KHWAISH MAND HOGA........
MUSLMAN KI MADAD MAI YAE BAAT BHI DAKHIL HAI K AGAR KSI JAGA IS PAR GALAT ILZAMAT LAGAYE JARHE HO'YA GALAT BATEY IS KI TARAF MANSOB KI JARAHI HO TW IN ILZAMAT KA JAIZ DAFA KIA JAIE .CNACA (HAZRAT ABBO ALBADR R.Z) SAIE RIWAYAT HAI K (HAZRAT MOHAMMAD S.A.W)NAE IRSHAD FARMYA;
JO SHAKHS APNE KSI BHAI KI ABRO KA DAFA KAREY'ALLAH IS K CHERY SAIE JHANUM KI AAG HATA DAIE GA........
No comments:
Post a Comment