Thursday, 20 July 2017

jannat mujhe qabool hai

janat mujhe qabool hai
    horon ko chor kar
main apni hoor duniya hi
       sae lae kar jao ga.....

Sunday, 16 July 2017

hadh e adab ki baat hain

hadh e adab ki baat thi
 hadh e adab main reh gai
maine kaha main chali
       uss naie kha kay jaie.........
     

kaash woh mujhe yun chatha

kaash woh mujhe yun chatha 
     jesey log sukoon chathay hain.....

main tujhe toot kar chahun toh

main tujhe toot kar chahun toh
    meri fitrat hain.......
tu bhi ho mera talabgar 
      zaroori toh nahi !!!!!!!!

Saturday, 15 July 2017

rango saie dar nahi lagta

rango saie daar nahi lagta
     sahab
rang badalne walon saie dar lagta 
         hai.........

tooth jao jab zamane bhar ki

tooth jao jab zamney bhar ki
      be fai se tw mere paas chale
aana mujhe apne jese logon se
         bohat mohabbat se.......

sochti hun

sochti hun 
     uski yad akhir
ab kaise rat bhar
     jagati hogi........

jaan jati hai tw jaie

jaan jati hai tw so baar jaie
    bas!
khwaish yaar na jaie.....

Saturday, 8 July 2017

hazaron ghum hain

Hazaron ghum hain
  likin ankh saie tapka nahi 
 ansoo
        hum ahel e zarf hain
pete hain chilkiyan nahi karte.........

zindagi main ek aise insan ka hona zarori hai

Zindagi main ek aise insan ka 
   hona bhut zarori hai
jis kay dil ka haal batane kay liye
    lafzon ki zarort na parey......

mujhe apni or thumari guftoko mai

Mujhe apni or thumari guftoko mai
   khamoshi kay sab saie aziz wo 
lamhe hain.
         Jis hum kuch naa khae kay 
bhi sab kuch khae jate hain.........

DastN e mohabbat

Kitne jhoote that hum mohabbat main tum bhi zinda hoo hum bhi zinda hai....